Pakistani yaani kay hum eik ajeeb o gareeb qaum hain. Agar yahaan kissi shakhsiat ya idaaray kay ehtasaab ki baat ho to loog poori tarah panjay jharr kar peechay parr jatay hain. Awara sahib nay PIA ko achii tarah defend kia hay.....najanay hum loogoon ko shaoor kab aaye ga....aaye ga bhi ya nahee. Aap kay grief ko main uss waqt poochtaa agar aap ka koi rishtay daar ya azeez uss flight main hoota...batein kar kay grief ko dikhana bohat assan hay bhai......
Truth ab truth 2 ban gayee hain aur phir truth 3 aur truth 4 bhi aayyen gay. Bhai mayra manshoor koi nahee hay...main eik awein sa bandaa hoonn...yahan kuch kaam karnay aayyaa tha...abhi kuch mega watt kay solar plant per kaam karoon ga ta kay aap sab loogoon ko bijli milti rahay uss kay baad agar aap loogoon ko aqal waghaira aa gayee to aur Plants bhi bana lijye ga warna Allah to hay hee.....
Yahan eik PIA kay ehtasaab ki baat ki hay to awara nay highly criticise kar dia...agar main nay kuch ziada baat kar di to phir to sab mujhay kachha hi kha jaein gay..........bass app sab jahan rahoo khush rahoo aur insaniyat ki khidmat kartay rahoo.
