by NetEngr on 17 Oct 2008, 15:25
Bhai Aman Canada or Finland main bhi hay ,,one eye so called Ameerul momineen nay koi khas kaam nahi kiya ...Taliban nay afghanistan main apnay door main shaioon ko qatal kia hay baidersi say ..najeed ko zinda mar mar ker qtal kia hay aur uss ki lash 3 din tak street per latkaee hay ..kab bhi taliban weshi thay aur ajj bhi taliban wehshi hain ..yeh denn ko badnaam kernay ayeh hain ,,,shaitan kay pairo kar hain ,zalim hain ...in kay opper hazaron baigunahon ka khoon ahy ..na inhain duniya main sakoon ayeh ga an akhrat main ..yeh taliban qatil hain ,qayamat main yeh logon ko qatl ka hisaab daina hoga ..........kamyab wohi hay jis nay eman ,taqwa aur sabr kay saath dunya guzari ..taliban main yeh teenon cheezain nahi hain